Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi ki bhaag daud mein Ab dil ko sukoon o kara

Zindagi ki bhaag daud mein
Ab dil ko sukoon o karar nahi aata

Diwali ab kharcho wali hoti hai
Ab woh patakhon wala tyohar nahi aata

Barish bhi roti hai ke
Ab kagaj ki kashti ka woh sawar nahi aata

Badh gya hai zindagi ka bojh itna
Ab woh chhuti wala itwaar nahi aata #bachpan_ka_tyohar #woh_bachpan_wala_itwar
#nojotohindi