Nojoto: Largest Storytelling Platform

wo bhi kya din the bachpan ke na kisi ko pani ki h

wo bhi kya din the bachpan ke
na kisi ko pani ki hi khushi na
kisi ko khone ka hi dar rhta 
tamanna thi bde hone ki tbhi 
jindgi ko naye najariye se dekhne ki
pta ni tha kore kagaj ki jaisi hai jindgi
kitna v likh lo khali hi rh jata
ab to bas yhi khwaish hai
kash! wo bachpan fir se laut aata

©Sneha
  #bachapn
sneha1645040213389

Sneha

New Creator

#bachapn

27 Views