Ek Khwahish Thi ud jaane ki bin dori Patang Ban lehrane ki char diwaron ke Angan se chaukhat pe nigrani thi Ek Khwahish Thi ud Jaane Ki Uljhan Thi Jo Nahin sulajhti Kaise Path Ka Pata lagao Jali Ek Jwala man mein ,Kyon Na pahle Mein Gyan badhao Dhul Bhari panno ko Apne Din Raat Maine saup Diya Kari Parishram ,Kathor Tapasya , tab jakar yah parinaam hua vah l Sankalp Mera Safal Mera Prayas hua , UN panno ne Pankh Diye Mujhe tab agyanta ke Pinjre Se Mera Man Azad hual #agyanta se gyan ka safar