Nojoto: Largest Storytelling Platform

Adhure main Aur meri zindagi " Apka Aana" (tanha

Adhure main Aur meri zindagi " Apka Aana"

(tanhai si zindagi mein ........pyaar ka yehsaas dilna)

jina mushkil tha tha,haal -chaal ka kuch pata hi nahi tha,waqt Ate the thod kar chale jate the.
ek Aur baar zindagi ki karvat Li, pata hi nahi kismat mein likha tha , socha ab khushi ka Ana to bohut door hain, par paas mein hi wo khara hua tha.Ake bole kya hua , kya kisi ne data tha? ab usse kya baatain, jo Zindagi jina ka ummeed  bhi chin rahe the mujhe,
Bola....is chehare par tanhai achi nahi lagti, muskura kar to dhikana hi hoga, mahino baad kisine yeh bola tha ,ab hasna to banta tha. Baaton Baaton mein din bith gaye, dost bolu kya yeh theek  tha , kuch batain Aur kuch ankahe yehsaas bhi tha ,
par wo ab koi apna sa tha, 
ache lagne lagi ab unke baatain,pyaar to hona hi tha ...ab jaha Chahat ho ,woha khone ka dar bhi hona hi tha.
ishq -mohabbat ki ab yehsaas bhi hone lage, par dar yeh bhi tha dhoka diya usne to fhir se  jina to bohut mushkil hi tha .
doosron ki jaisa samjha tha unko , par wo to kuch Alag hi hain Aansoyon pehle dosti huyi, ab to unse Dosti ki rishta hi Nahi,pal pal unke saath bita, ab sirf "mohbbat" bolna sahi nahi tha. pata nahi kaisa farishta hain aur kaisa rishta hain unse,jisne us tanhai ka matlab hi bhula diya, ab kya batain unke bare mein ...meri pyaar hain yeah meri khuwabo ke duniya ka Rajkumar tha. unse khafa bhi hona to door, ladna bhi mujhe qubool nahi tha.
yeh to bas kuch hi hain, unke saath hi khuwab dekhna Aur khuwab puri karna hain. ab jitna kaha jaye utna hi kam hai.  ....
Aapke liye itna to likhna bante hain ...

©Priyanka sarkar
  #aawajaapkedilki 
#Dil_pyar_sayri 
#wetogether