Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumse ho ishq, phir junoon phir khafa ho jaana, Zi

Tumse ho ishq, phir junoon phir khafa ho jaana,
Zindagi bhar yaad rahega, tumhara bewafa ho jaana,

Hum pr ho julm, aur hum hi se sikhayat ho tumhari,
Laazmi tha harr baat par hum se gila ho jaana,

Aur mohabbat ki lau jalakar , baithe rahe tumahri aas mein,
Kya manzar hoga iss aag ka hawa ho jaana,

Koi sahara nahi , naa kisi shaare ki aarzo hai mujhe,
Bardaast nahi hoga, phir kisi ka juda ho jaana,

Itna toh nahi baha tha, khoon abhi jism se mere,
Kya jaruri tha harr shaks ka yaha dawa ho jaana,

Aur bhi zinda hu main toh insaano ki basti mein jeene do,
Shauk nahi bina wajah kisi ka bhi khuda ho jaana,

Aur nazaara toh dekhiye iss bewafai ke manzar Ka maalik,
Khata unhone ki , aur Humari yaha sajaa ho jaana, #jashan_e_zindagi