Wo khuda banne ki koshish me, Aj insaan bhi na raha; Banna tha jisey ghar, Aj makaan bhi na raha; Aur kab tak du mai apne armaano ki aahuti!! Bann jaati jo yagyashala, Aj shamshaan bhi na raha.. ©Nigania Bhanu #Shamshan #makaan #khuda