Nojoto: Largest Storytelling Platform

Me tumhare sath hona chahta hu Tum hone dogi kya M

Me tumhare sath hona chahta hu
Tum hone dogi kya
Me tumhare khyalo me khona chahta hu
Tum khone dogi kya
Me tumhara sath uss shant samandar k kinare 
bethna chahta hu
Tum bethne dogi kya
Me ankahi si vo khayaniya padhna chahta hu
Tum padhne dogi kya
Me tumse dheere se kuch khna chahta hu
Tum khne dogi kya
Me tumhare sath ek pal jeena chahta hu
Tum jeene to dogi kya
Me tumhare pass 2 pal k liye rona chahta hu
Tum marne toh nhi dogi na
Me tumhari mohabbat me bhatak na chahta hu
Tum bhatakne toh dogi na
Me tumhare sath... 
Akela nhi hona chahta hu
Akela toh nhi hone dogi na   #paidstorytruth

tarunpareek6487

donald trump

New Creator