Nojoto: Largest Storytelling Platform

Asmanjas hai! Ya kiya hai Uski ek jhalak pane ko J

Asmanjas hai! Ya kiya hai
Uski ek jhalak pane ko
Jo ye ankhe bekarar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
Usme jinda rahne ko
Jo ye saanse Besumar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
Uski mithi bato par
Jo ye dil mar-mitne ko taiyar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
In sari bato ka Sirf yahi ek jawab hai
Asmanjas nhi! Shayad ye pyar hai, 
Ha yahi pyar hai Shayad ye pyar hai!
#asmanjas #bekarar #besumar #dil #pyar #ankhe
Asmanjas hai! Ya kiya hai
Uski ek jhalak pane ko
Jo ye ankhe bekarar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
Usme jinda rahne ko
Jo ye saanse Besumar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
Uski mithi bato par
Jo ye dil mar-mitne ko taiyar hai
Asmanjas hai! Ya kiya hai
In sari bato ka Sirf yahi ek jawab hai
Asmanjas nhi! Shayad ye pyar hai, 
Ha yahi pyar hai Shayad ye pyar hai!
#asmanjas #bekarar #besumar #dil #pyar #ankhe