bhari matki makhan ki mere shyam chura le jao, na lunga koi mol aapse madhur bansi suna jao, aajao dau ke bbhaiya,radha ke saiya, bhari matki makhan ki kha jao, badi pyari lage bansi ki dhun tori , ek bar to mere shyam suna jao, ek bar to mere shyam suna jao radhe radhe Chetan makhan chor ,