Bekar hai vo zamana Jha hr koi parakhta h ek khubsoorat chehera Kaale rang ko milta h keval bdsoorati ka aashiyana Bhul gye log sayd dil ka vo najrana Gum gya khi radha krishna ka vo prishudh prem ka afsaana Banta jaa rha hai dheere dheere har ladka jism ki bhukh ka diwana Toot rha dil se dil ka har rishta-naata Ejjat ka khyal krna to bahut door ki baat hai yha to koi masoom pr dya tk nhi dikhata Kamjoro par aajmaa ke apni takat ban rhe yha hajaro dhokebaaj ameer Bekar hai vo zamana Jha hr koi parakhta h ek khubsoorat chehera Jo bante hai bachpan me baccho ka sahara Chod ke chale jaate h aajkal bcche hi unhe bhudhape me besahara Visvaas ka nakaab pehen kar utha rhe log aajkal auro ki sarafat ka fayeda Desh ke niyam kanoono ko todhne me jant ko bhi ab kafi maja aata Pyaar ki bhasha yha ab koi nhi jaanta Kyuki aajkal to sabko bas gaali galoj or haata paayi ki bhasha se baat karna hi jyada accha lagta Nek dil walo ko bhi koi yha chain se jeene tak nhi deta Bekar hai vo zamana Jha hr koi parakhta h ek khubsoorat chehera Paiso ki gandi lat se yha ensaan pal bhar me heavaan ban jaata Riswat ki wajeh se desh ki janta ka hak us tak kabhi pahuch hi nhi paata En jaalsaajo ke kaam me agar koi apni taang bhi adata to use apni jindagi se hath dhona padta Apne swarth ke liye yha ka ensaan bejubaan jaavaro tak ko bhi nhi bakchta Bhagwan tak ka dar en ghinone rakchaso ko nhi satata Esliye es yug ka naam kalyug kehelaata. Bekar hai vo zamana Jha hr koi parakhta h ek khubsoorat chehera #JMAANA