Nojoto: Largest Storytelling Platform

ye nazm mere dil ki nahi ye mene tere khyaalo se c

ye nazm mere dil ki nahi ye mene tere khyaalo se churaai h, ye nazm meri kalam nahi ye likhi h teri yaado se, mene churaya h har lamha vo jo tere saath tha bitaya har din vo jo tere saath tha guzara har sooraj vo jo tere saath tha dhla  har baat teri churaai h fir ye nazm bnaai h ye mere dil ki nahi ye mene tere khyaalo se churaai h.
jo mera tha he nahi vo mera khuwaab aaj toota h, gunah sa shayad hua h mujhse aaj koi jo yaar mera mujhse yu rutha h, mene kho diya use jo shayad mera tha he nahi  or usne vo khodiya jo uske siwa kisi ka tha he nahi, mana surat meri koi khaas nahi h vo jo sabko me dedu dil h ye mera koi khairaat nahi h.
raato ko uthkar jo likhi ghoot ghoot peekar khoon ki bnakar syaahi jo likhi ye nazm meri nahi ye mene tere khyaalo se churaai h, khuwaabo se jgakr tune jo ehsaas h dard diya ye uski nishani h, sehra me jo bikhre the teri yaado k kisse ye panne usi kitab k h ye nazm mere dil ki nahi ye mene tere khyaalo  se churai h, cheen liya tha mujhse mere hone ka ehsaaas talak jisne ye us masoom se mere yaar ki kahani, vo jo mera hokar bhi door tha mujhse jo mere apno me apna sabse khaas tha mujhe ye us masooom ki khani h ye nazm mere dil ki nahi "mayank" ye mene tere khyaalo se churai h. #dastaneishaq #kalhonaho
#kanwarmayank
#ishaq
#kanwar.mayank