zindagi ki sanso se mahsoos kiya Kitna zahar bhar gaya inn hawaon mein asmano ki udaano ko chhodkar ghirr gaya main kinn dawaon main samajh gaya tha kya chhuta mujhse? jab nikla main inn khuli fizaon main. ©Ajay Kashyap zindagi ki sanson se #vacation