Nojoto: Largest Storytelling Platform

mrityu atal hai jana hoga! yah bhi tumne hume sik

mrityu atal hai jana hoga! 
yah bhi tumne hume sikhaya hai!!
angaro par chal kar tumne!
shantipath bhi khub sunaya!!
kavita ki to baate chodo!
shabad shabad par khub hasaya!!
vandan tumhe naman tumko hai!
jate jate khub rulaya!!

©anuska Anushka mrityu 

#dusk
mrityu atal hai jana hoga! 
yah bhi tumne hume sikhaya hai!!
angaro par chal kar tumne!
shantipath bhi khub sunaya!!
kavita ki to baate chodo!
shabad shabad par khub hasaya!!
vandan tumhe naman tumko hai!
jate jate khub rulaya!!

©anuska Anushka mrityu 

#dusk