Marte hai unki yaadin mai ham Na jane kahan kis haal mai hoge Bas yahi soch kar har dam ghute hai ham Socha ki bhul jayenge unhe aur unki yaadon ko Magar kya pata tha unhe bhulate bhulate ham khud ka wajud hi kho denge hum