to koi bandhish na hoti...unchi udaan m bharti.... pahali baarish me yun jhoom uthti... suraj ki pahali kiran k sath maze se chahkti par garmi ki dhoop me m shayed paani ki talash me niklti... pahado se unchi emarte nazar aati aur unhi emarto ki chhat pe m paani ko talashti panchi hoti to tinka,tinka utha m ek sundar ghar banaati. sukun ki talash me bhagti manzilo se dur rahati zameen ko tukdo me na baanti insaniyet ki samajh se m dur hi rahti ful,titli,chahkte panchhi ye sab dost hote.. par kabhi shayed pinjre me bhi kaid hoti aur asmaan to talashti.... # panchhi