***Poetry *** *** TUM MILO TO SAHI *** " Tum milo to sahi , Tum se kuchh baat kahna chahenge , Kuchh pal ke nhi , Taumar tera sath pana chahte , Hai jo dard tere palko pe , Hotho se chum se tere gam ko kam krna chahenge , Tum milo to sahi , Tum se kuchh baat karna chahenge , Bhar ke nigaahon me tujhe , Tere hathon ko hath me lekar taumar sath chalna chahunga , Badi khamoshi hai duniya me meri , Tum ise apni hanshi aur khilkhilahat se bhar de , Tum milo to sahi , Apni har raaz tujhe batayenge , Tere dard ko apnakar surkh hotho pe nami layenge , Tum milo to sahi , Kab tak apni yu hi apni baat karta rahunga , Tum milo to sahi , Apne alfaajon ko mere sath sajha kar lena , Bhul ke gam - dard - taklif mere sath baat lena , Tum milo to sahi . " --- Rabindra Ram *** poetry *** *** TUM MILO TO SAHI ***