"meri maa" itna pyar krti hai par fir bhi kabhi jatati nahi maa.. hajar galtiyo par bhi kabhi bache ko rulati nahi maa.. tu hi he mandir tu hi hai masjid tu hi hai pooja tu hi he roja tu hi hai shakti tu hi hai bhakti jisne hame chalna sikhaya jisne hame bolna sikhaya me agar ruthu to manati hai maa me agar rou to hasati hai maa har kadam par sath nibhati hai maa bacho k khatir hazar gum bhi sah jati hai maa insan agar dil se kadar kare maa ki to wo nikhar jata hai or maa ki duaa or aachal se har gum bhi bhikar jata hai jiske kadmo me h "jannat" hai socho uske sar ka mukam kya hoga jab maa nahi hogi gharo me to us ghar ka "intkam" kya hoga maa naraj he ghar me to khuda khush ho nhi skta maa tere dudh ka hak hamse ada ho nhi skta.. maa tere dudh ka hak hamse ada ho nhi skta.. a little try"alfaz" by sahil✍✍🌺🌺 meri maa || a little try"alfaz by sahil || #maapoetry #mothersday #motherspoetry #Mothersdayspecial #medicosahil