Nojoto: Largest Storytelling Platform

बेटी beti bankar aayi hu maa-baap ke jivan me,

बेटी   beti bankar aayi hu 

maa-baap ke jivan me,
basera hoga kal mera kisi aur ke angan Main, 

kya ye reet khuda ne banai hogi, 
kehta hai aaj nahi to kal tu parai hogi.. 

deke janam paal-poskar jisne bada kiya, 

aur waqt aaya to unhi hatho ne hume vida kiya... 

tut ke bikhar jati hai humari zindagi wahi, 
par phir bhi us Bandhan me pyar mile zaruri to nahi... 

kyu rishta hamara itna ajib hota hai, 
kya bas yahi hum betiyo ka nasib hota hai...?

©Neetu beti par kavita 

#बेटी

nehapandey9870

Neetu

New Creator