Wo hame kyu nai samajhta hai. Wo sabse yanha juda rehta hai Wo yanha sabko khuda kehta hai. Wo kyu mujhse he ruswa rehta hai. Wo sabse apna haal - e - dil keh deta hai. Wo jo cheharon par muskurahat deta hai. Wo jo hamare khwabo pe pehra deta hai. Na jaane kyu mujhse he ruswa rehta hai. masha