Mn to mera bhi kara tha usdin Sb tabah krdoon Prithvi dharti sara brahmand Sb Khatam krdoon Smbhlte smbhlte smbhlta Main usdin kaise Akhir mera shakti ke siwa tha hi kon Lass pdi thi uski Mere samne jlti hui Main khudko chhikhne se rokta kaise Shiv shakti ke bina hmesa se Adhura hai shiv usdin Hmesa ke liye Adhura ho gya Main smbhalta kaise Khudko tutne se rokta kaise Chhan bhar ki duri brdast na thi Shakti ke bina Ab hmesa ke liye dur ja chuki hai Batao ye sadma sehta kaise Main chikhte rha usdin M Smbhale bhi smbhlta kaise Sati ke sarir ko hath m pakde M khudko maaf ni kr paa rha tha Akhir ye jiwan mere kis kaam ka Jb m sati ko hi nhi bacha paya Uski siskiya uska dard mere Hirdaye m ched kiye ja rhe the m sati -sati chilata na kaise M uske sarir ko khudse alag krta kaise -krisswrites । ©kriss.writes Mn to mera bhi kara tha usdin Sb tabah krdoon Prithvi dharti sara brahmand Sb Khatam krdoon Smbhlte smbhlte smbhlta Main usdin kaise Akhir mera shakti ke siwa tha hi kon