Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek waqt tha Jab kahi ghum lia karte the Jab kuch k

Ek waqt tha
Jab kahi ghum lia karte the
Jab kuch khel lia krte the
Safar me logo se kuch baate kar lia karte the
Kabhi kisi ko hasaan dia karte the 
Kabhi kisi ke dukh par aansun baha lia karte the
Khushiya mil jhul kar baat lia karte the

Ab to subah se sham ho jaati hai
Kabhi facebook
Kabhi whatsapp
Kabhi kuch to kabhi kuch
Logo ke bich me rah kar bhi
Adhure se ho gaye hai
Is 5inch ke mobile jaise kaid se ho gaye hai
Naa jaane kaha kho gayi wo zindagi
Ab to apno ko bhi whatsapp par mubarakbaad bol dia karte hai

  #busylife #lostmemories #yqbaba #yqdidi #inkslinger