Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mene khud ko likha h, Har dhafa, Raato ke saayo m

Mene khud ko likha h, Har dhafa, 
Raato ke saayo me, 
Subh ke ujalo me, 
Tapti dhup, to kabhi 
Thandi barsaato me, 
Sunhare mahkte mosam me
To kabhi Sannato me, 
Magr kabhi khud ko tum se 
Behtar nhi likh paya,

Tum wo duniya ki uljhi si 
Khoobsurat paheli ho, 
Jise shayd khuda bhi kbhi 
Na samjh paaye, 

Bas itna h, mera wajud
Tumhare hone se h,
Mere hone se tumhara nhi, 

Tum wo ho, jo chu lo agar 
Pathar ko bhi to, pathr bhi 
Pighal jaye, Tum pavitr ho, 
Pal me aapno ke liye mohbbat, 
To pal me parlay nafrat bhi ho,
KRISHAN MEENA, ❤️
 Dedicating a #testimonial to tawheeda altaf

Har naari ke liye,
Jise khuda bhi nhi
Samjh sakta,
Jise koi sabdo me
Baya nhi kar sakta,
Uske jaibato ko
Mene khud ko likha h, Har dhafa, 
Raato ke saayo me, 
Subh ke ujalo me, 
Tapti dhup, to kabhi 
Thandi barsaato me, 
Sunhare mahkte mosam me
To kabhi Sannato me, 
Magr kabhi khud ko tum se 
Behtar nhi likh paya,

Tum wo duniya ki uljhi si 
Khoobsurat paheli ho, 
Jise shayd khuda bhi kbhi 
Na samjh paaye, 

Bas itna h, mera wajud
Tumhare hone se h,
Mere hone se tumhara nhi, 

Tum wo ho, jo chu lo agar 
Pathar ko bhi to, pathr bhi 
Pighal jaye, Tum pavitr ho, 
Pal me aapno ke liye mohbbat, 
To pal me parlay nafrat bhi ho,
KRISHAN MEENA, ❤️
 Dedicating a #testimonial to tawheeda altaf

Har naari ke liye,
Jise khuda bhi nhi
Samjh sakta,
Jise koi sabdo me
Baya nhi kar sakta,
Uske jaibato ko