Itaar sa mehkta tera naam Aaj bhi mere kaano pe padta hai toh mujhe sab yaad aata hai !! Wo waade wo kasme!! jab me uss raah se gujarti hu jis raah se hum gujara karte the toh lagta hai hamare pairon ke nishan aaj bhi wahi hai!! Wo hearts wali painting jo hum banaya karte the wo dekhti hu toh lagta hai tum wapus laut aaoge!!! Ittar sa mehkta tera naam aaj bhi mere kaano pe padta hai toh sab yaad aata hai!!! #love #hurt #broken #pal