Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Galt karke kisi ka main acha nhi bna sakta,

White Galt karke kisi ka 
main acha nhi bna sakta, 
Galt bolke kisi ko
 mai khud  ko sacha nhi keh sakta, 
Jab thod doge har chiz ko dharm me, 
Tab tum dharm ka asli mtlb hi kho doge, 
Insaano ne dharm bnya tha, 
Dharm ne insaan nhi, 
Jis din tum ye jaan jaoge, 
Tum khud ko sacha 
aur dusro ko jutha bolna chor doge.

©@arav
  #insaaniyat
abhishekgaurkhed3890

@arav

New Creator

#insaaniyat

117 Views