Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khuda ka ishaara mil gaya. Saason ko jeene ka saha

Khuda ka ishaara mil gaya.
Saason ko jeene ka sahara mil gaya.. 

                                                Lakshmi singh

Salo bad usse mulaqat hui. 
Kasam khuda ki me apni sans lena bhul gaya.. 

Bahut fursat se khuda ne use banaya he. 
Ye soch me use dekhta rah gaya.. 

Wo ye soch kar rah gai. 

Syd me suruwat karu batao ka silsila.
Ye soch me hi pura din gujar gaya..


Uski labe hil rahi thi.
Me uski labon ko dekhta hi rah gaya..

Me to wapas aa gaya mil kar usse.
Syd mera dil fir uske pas rah gaya..


Jakar manglu kya apna dil usse. 
Kahi ye na keh de fir mujhse milne ka bahana bana liya..
                                                                     Ahmad hussain Lakshmi singh #2line कसम से #hurtTeaching ##Ahmadhussain बाकि #line #Comment #lovely#poetry
Khuda ka ishaara mil gaya.
Saason ko jeene ka sahara mil gaya.. 

                                                Lakshmi singh

Salo bad usse mulaqat hui. 
Kasam khuda ki me apni sans lena bhul gaya.. 

Bahut fursat se khuda ne use banaya he. 
Ye soch me use dekhta rah gaya.. 

Wo ye soch kar rah gai. 

Syd me suruwat karu batao ka silsila.
Ye soch me hi pura din gujar gaya..


Uski labe hil rahi thi.
Me uski labon ko dekhta hi rah gaya..

Me to wapas aa gaya mil kar usse.
Syd mera dil fir uske pas rah gaya..


Jakar manglu kya apna dil usse. 
Kahi ye na keh de fir mujhse milne ka bahana bana liya..
                                                                     Ahmad hussain Lakshmi singh #2line कसम से #hurtTeaching ##Ahmadhussain बाकि #line #Comment #lovely#poetry