Kya sochati hu mai Kya chahti hu Ye kaise kahu Galat hu sahi hu Ye kaise kahu Ek Alag kashmkash me hai Ye jindagi meri chahti hu sath par HAMSAFAR mai nahi sochati hu khawab Par mukammal Wo Nahi. e-l-m hain mujhe tere halaalate jindagi Ka.. Tujhse pahle Mujhe kabool thi Ye jindagi teri Fir aj Kiyu naraj Hai dil Mera mujhi se.. Ye Sawal pe Sawal ki jhadi si Kiyu Hai dil pe Fir aj dil naraj Kiyu Hai mera Mujhi se Koi to samjha de ise Wo jo naam tera Kisi k sath Aata hain Dil na chahkar bhi gamo ki gehrai tak Utar jata hain Fir shuru jo uljhano Ka sailab hota hai In SAANSO ka bhaar bhi saha Nahi jata hain Fir chhod do Tod do Aur Kar do Azad. mujhe es rishte se... Bandhan se. Ek dhool-dhoola sa khawab Kahi na ban jau mai Teri jindagi me bas ek KHAYAL nA Rah jau mai Hai ek kashmakash me aj dil mera Aur fir Wahi Kya sochti hu mai Kya chahti hu Ye kaise kahu galat hu sahi hu AKHIR Ye kaise kahu... Shabdanchal RAJANISH CHAUBEY Nitin Kr. Harit aman6.1 【RAHIL】™