Savera mein jane kaisa ye andhkar tha, Door mai aa gya tha par dil ussi par tha, Baith kar bune the jo tere sang sare sapne, Ussi khwaab mein mai ,aaj bhi giraftaar tha!!! #attachment