Pichli baar jb mile the, kaha thi khabar ki bichad rahe h hum Ab to har din ka ek hi sawal , ki kab mil rhe h hum Baatein to Jese ab khatam si ho ri hai Tumhe bas ek baar dekhne ki chahat si ho ri h Nazdikiyan to ab sirf khwabo me hi mumkin hai Warna haqikat me to lockdown ka daur chaya hua hai Grahan banke Jese humare hi rishte ki or aya hua hai Wese khi suna h ki dooriyon se nazdikiyan aur bhi badh jati hai Par agar dooriyan hadh se jyada badh jaye, to bht pareshan bhi kr jati hai Wo kya kr rha hoga ya wo kya kr ri hogi, bas aisehi lgi rehti h ek dusre ki fikar Bas yunhi pyr humara chalta rahe, lg na jaye kisi ki nazar Is lockdown ne hume bht kuch sikhaya hai Hum ek dusre k liye kya h ,ye ehsaas dilaya hai Bas ab ye jldi se ho jaye khatam Khi taraste na reh jaye hum - DIL KI KALAM Rashmi Modi is lockdown me do pyar karne walo ki dastan #poem #poemonline #Shayari