Koch lafzo ko jod kar ek gazal banana Cahte hai Ham tere dil mai ek ghar banana Cahte hai ! Ho izazat toh apke husn par ek nazam kahna cahte hai Milna kabhi fursat mai hamse chand ko Uski aukat dekhana cahte hai !