Nojoto: Largest Storytelling Platform

Luqma , Roti ka ek luqma k liye sb hai pareshan,

Luqma , 
Roti ka ek luqma k liye sb hai pareshan,
Koi yahn toh wahn hai pareshan,
Sb lagey hai ek luqmay ki jad-0-jehed me,
Kar rahe rozi k lye jaddu-jehed madhosh me,
Waqt badal rha hai kuch is tarah,
Koi yahn chal rha toh koi wahn,
Bhul chukey hai, khudko 
Bhul chukey hai apno ko,
Lag gae zindagi k falsafey me,
Chal chukay hai roti k luqmay k dodh me,
Khawaishay bdh rahi din-ba-din ,
Chal rahi zindagi is raftar me,
Bhul chukay apno ko aur khudko ,
Chal pdhay hai zindagi ki dodh me.
Khawaish hai ek niwalay ki,
Phir bhi dodh rahe hai khudko aur apno ko bhulakar is zindagi ki dodh me. #Luqma #Zindagi #Nojoto #hecticLife #Liveinurown #forgotrelations #forgotlife