Nojoto: Largest Storytelling Platform

ye kaisa wakt aya hai.. insan ab rakshas banta ja

ye kaisa wakt aya hai..
insan ab rakshas banta ja raha hai..
khud ke swarth ke liye har jati mitha raha hai...
ped todke jami banzar kr raha hai..
hawa me sara jahar ghol raha hai..
pani ke liye jami ko loch raha hai..
jami chodke ab aasma ko ashiya bana
 raha hai..
ee insan kab khauf khayega tu ..
agli pidi ke liye kya chodke jayega tu?? #nojoto #saveplanet
ye kaisa wakt aya hai..
insan ab rakshas banta ja raha hai..
khud ke swarth ke liye har jati mitha raha hai...
ped todke jami banzar kr raha hai..
hawa me sara jahar ghol raha hai..
pani ke liye jami ko loch raha hai..
jami chodke ab aasma ko ashiya bana
 raha hai..
ee insan kab khauf khayega tu ..
agli pidi ke liye kya chodke jayega tu?? #nojoto #saveplanet
supe298678430126005

supe@29

New Creator