Ik din kie baat thi, kaho to wo chandnii rath thi, maray lab thar-Tharayai aur kaho to aaj mari mehboob sai mulakaat thi. maray laboon pai alfaaz kam thay dil be kafi beechain tha hathoon mai khushboo liya mai pagloon kie tarah hasta,Rota raha. Kabi dastar-khuaan bichata raha kabi kapday badalta raha apnay kamray kie khitkii, darwazay dekhta raha. yakeena mai joosh-o-kharoosh mai tha ya dil bechain tha ashq girtay rahain youhii pal pal beet- ta chala aur mai intizaar karta raha. yakeenan mai pagaloo jasi harkatein karta raha kaho to payar mai tha,uskay intizaar mai tha yahi thi wo raat jismai mai majnoon saa machalta raha. wo nahi ayai Magar, mai dil ko samjata raha wo aya ga tera mobahat kie piyaas ko mitanay, tujhse naya taluk bananay nahi aya wo kaho to wo baat audhuri rahi mari unsay mulakaat audhuri rahi. abi b dil usko yaad karta hai bechara faryaad karta hai yakeenan wo aya ga zaroor isi galat femi mai dil bar bar hota hai aur zaar zaar Rota hai. #Adhura VAKYA ©SIDII SAFIYA RAFIQ #adhuravakya..@Adhuri kyhanii