Pyar wo dawa hain jo har zakhm ko thik kar sakta hain Pyar wo saza hain jo har gunahgar ko sahi rah dikha sakta hain Pyar wo aag hain jisme khudko bhi jalna padta hain aur apne hi hathon khudke dil ko bhi jalana padta hain Pyar wo tufaani leher hain jisse har kisiko guzarna padta hain Fark sirf itna hain Koi usko par karke moti dhoond lata hain zindagi ki sagar ke gehrai se Aur koi usme doob ke bhi apna nam sadiyon tak yaadgar bana deta hain Pyar kya hain?... Apne khayal ko bas shabdo mein baya kiya hain koi ise please personally apne upar na le to hi achha hain 🙏🙏🙏 #pyarkyahai #zindagi #yqbaba #yqdidi #yqquotes #mypoems