Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Koi meri sargoshii kare, mujhe acha lagta ha

White Koi meri sargoshii kare, mujhe acha lagta hai,
Kisi aur ki baaton par yakeen kare, toh bura lagta hai,

Main khuli kitaab ke manind hun,
Jisko jo lagta hai, vohi lagta hai,

Jo padhte hain, vohi samjhte hain,
kisi bhaware ki tarah vo kaliyon ka samjhte hain,

Main parwana hun aag ki khusboo ka,,
Mujhe aag mein jalna accha lagta hai,

Koi meri sargoshii kare mujhe acha lagta hai,
Kisi aur ki baaton par yakeen kare toh dil dukta hai,

©Aj stories #dilsedosti #sad_shayari   amit pandey

jeelanibasha6101

Aj stories

Silver Star
New Creator
streak icon6