Nojoto: Largest Storytelling Platform

मन और मंज़िल Meri khamiyan meri kamiyabi ke beech

मन और मंज़िल 
Meri khamiyan meri kamiyabi 
ke beech kabhi nahi aayi 
Mai bhagta tha logon se door 
ek pal to aisa bhi aaya ke bhool 
gaya mai khud ki parchayi 
Phir ander se ek aawaz aayi 
Tu yu khud se haar nhi sakta 
Abhi baki hai duniya walon se teri ladayi 
Tu utth aur badha kadam 
Dimaag ko bana pathhar 
sa aur dil ko karde naram 
Ke likh de patther peKe likh de
 patther pe apne sare khwaab
Mitana se bhi mite na 
Mai to khud se har jata per ye mujh se jete na 
Har ek dard har gam aur
 khushi kaid hai meri kitab me
Jab bhi kholu kitab mai 
Mere nayaab manzil ke intezar me
Jeeyu issi ke liye 
Mere sapne hii mere hamsafar......

©Black cover #Messageoftheday 

#ManAurManzil
मन और मंज़िल 
Meri khamiyan meri kamiyabi 
ke beech kabhi nahi aayi 
Mai bhagta tha logon se door 
ek pal to aisa bhi aaya ke bhool 
gaya mai khud ki parchayi 
Phir ander se ek aawaz aayi 
Tu yu khud se haar nhi sakta 
Abhi baki hai duniya walon se teri ladayi 
Tu utth aur badha kadam 
Dimaag ko bana pathhar 
sa aur dil ko karde naram 
Ke likh de patther peKe likh de
 patther pe apne sare khwaab
Mitana se bhi mite na 
Mai to khud se har jata per ye mujh se jete na 
Har ek dard har gam aur
 khushi kaid hai meri kitab me
Jab bhi kholu kitab mai 
Mere nayaab manzil ke intezar me
Jeeyu issi ke liye 
Mere sapne hii mere hamsafar......

©Black cover #Messageoftheday 

#ManAurManzil
mohammedsahil6007

Black cover

New Creator