Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maa Ab pata chal raha hai.... Tujhe khane ka mann

Maa
 Ab pata chal raha hai....
Tujhe khane ka mann kyun nahi tha,
 Jab khanewale jyada,plate mein chize kam tha...
Kyun tujhe khud ki fikar nahi thi,
Thaki aankhon mein neend ki asar nahi thi...
Paraya ghar kaise apna hogaya,
Achanak maika paraya ho gaya...
Kaise teri nind jaldi tut ti thi,
Mathe pe sabki nind ki jab chummi thi...
Tujhe kyun koi baat nahi chuvti thi,
Aankhe teri aansoo se kyun nahi bhigti thi...
Ab pata chal raha hai....
Raat saare aansoo se jo bharta tha,
Dusron ki fikar nind se jagata tha...
Maika to hamesha yaad aata tha,
Per sar pe  zimmedariyan tha...
Thakti to tu thi roz roz,
Per hasi teri sab kuch chupa jata tha...
Khud ke liye to pura umra bhi na tha,
Dusron ke liye jo tujhe pal pal jeena tha...
Ji to tujhe bhi khane mein thi,
Per khusi tujhe khilane mein milta tha...
Maa 
 Kaise tu in baaton ko seh jati thi ?
Puri duniya se chupake akele roti thi ??
Halat jab aaj mujhe wanha le aaya
Saare raaz aasani se khul gaya...
Kal tak jo thi itni choti si baat
Aaj tujhe woh mahaan bana diya...
Teri choti se lekar har badi kurbani
Aaj tere saamne mera sar jhuka diya...
Teri har manjuri pe chupi majburi
Aaj phir tere samne mera sar jhuka diya... Maa