Maje se jina chahta hu jindagi umar bhar kaun kamana chahta hai ye ghar ki jimmedariya nikal deti hai warna ghar se bahar kaun jana chahta hai odhne ko mil jaye ek raat jism uska umar bhar rishta kaun nibhana chahta hai do chehre wale logo ka daur hai ye jo hasa raha hai aaj kal wahi rulana chahta hai jise tum samjhte ho apne jine ki wajah vo to tumhe chhodne ka bahana chahta hai -A gyani umar bhar kaun kamana chahta hai #nojotoapp #a_gyani रामाश्रित Dreamy Shahjahan(Youtuber) Neetu_$harmA❤POete$$✒