Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maa tumhare lie to likhna bhi bekar jata h mera...

Kuki hota kuch nahi ye beta wahi nalayak or nikamma h tera...
Jis din tmhare lie kuch krpau us din mera likhna mere kaam aaega ...
Meri maa ki ek hi khwaish h ki ek din mere bete ka bhi kamyab logo me naam aaega ...
Likh to bhut kuch dunga par jis din tera sahara ban pau us din m asli beta kehlaunga...
Chahe tirath mandir ek na kare maine par yakeen h mujhe agar teri sewa kar paya is janam ache s to m jite ji jannat ho aaunga ♥️ #nikamma
#nalayak
#maa
#facts
#emotions
#love

sparshgoyal6890

Sparsh Goyal

New Creator