Tere adhure khwabo ko pura karna aur tujhe sadaa zindagi khush rakhna yehi meri iccha hai teri saari zarooraton ko pura karna hi mera dharm hai tujhe aakhri saans tak pyaar karna ab yehi meri zindagi jeene ka maqsat ban gaya hai mera pakka waada tujse