Pata nahi unhe meri yaad , Aati bhi hai ya nahi, Par mujhe unki yaad hamesha satati hai, Sochta hun pukar lun ekbar unhe, Par unke tevar yaad karke , Zuban hi ruk jati hai!! #Tevar