Nojoto: Largest Storytelling Platform

aye chand mera ek kaam karega kya wo jo mera sana

aye chand mera ek kaam karega kya 
wo jo mera sanam kho gya h
use dhoond k laa de tu
mujhe pata h ghoomta h duniya ki khaak chhaanta tu
dekh registan ka benoor besaya vrakchh me,or tu ghoomta h antariksh me
tujhe waha se sab dikhta hoga
tujhe pata h na ye deewana uske liye ankho ki barsaat me kitna bheegta hoga
uska naam kitni baar zameen k seene par likhta hoga
sach bata mera sanam kaha gya hoga
kabhi dil tha mera uska makaan
uske jaane se ye haal hua dekh tu bhi
mere chehre par in ashko k nisaan
na jaane kesi h uski dilbari
zra dekh samundar me to nhi giri koi pari
sawan se pooch ,,uski aankho se saawan aya h
ghata se pooch,uski zulfo me b ek ghata thi
bijliyo se poochh,,uski adaao me bijliya thi
aye chand tu aaina dekh,,kuch tere jesa hi tha wo b
tu apni chandni se pooch,,uske husn me b ek chandni thi
tu apne chakor se pooch,,uski talaash me 
mai b chakor ho gya hu,,itna chhupa hu
k chor ho gya hu,,
uski tasawwur me itne gote lagaaye
k gotakhor ho gya hu
aye chand mera ek kaam krega kya?

©qais majaz aye chand mera ek kaam karega kya?

#vacation