TAUFO KI KAHANI Sach kahu to usne mujhe kabhi kuch diya hi nahi Wo aaehasas, Wo baate Wo mulakato ka Manzar Wo yaado ka kuwa Wo taufo ki tijori ye sab maine manga hai Mangi Hui chizz kabhi yaad nahi rehati Par di Hui chizz hamesha yaad rehati hai "Sayad AJ is liye jab palat krr dekhta hu Tu mujhe kuch yaad nahi aata" Kuki is kahani me marzi se kuch diya nahi gaya sirf manga gaya tha. #kahani