अपने-पराये Is sansar me koi paraya nahi hai! apne aur paraye shabd ka nirmaan ! sirf humari ummeeden karti hain! putra yadi pita ki ummeedon par khara na utre ! to pita apne putra ko hi apna nahi manta ! Abhilasha purn na hone par log Ishwar ko bhi ! na jane kya kya kah dete hain! Jis vastu, vyakati se swarth siddh ho! sirf use apna samjha! Jo mere kaam nahi aaya wo mere liye paraya hai ! (Neeraj sharma)