Nojoto: Largest Storytelling Platform

Part 2.. Bete bhi hote hai ghar se vida,, Dekha h

Part 2..
Bete bhi hote hai  ghar se vida,,
Dekha hai kahi...
4.Jab maa baap ka sahara ham bane,,,,
Jab maa baap ka dulara ham bane...
Ha tb dekha hai bete bhi hote hai vida..
5.Jab koi bhai nahi tha hmara,,,
Tab behno ki rakhi ham bane...
Tab papa ka beta ham bane...
Tab ghar ka guzara ham bane ...
Ha tab dekha hai...
Bete bhi hote hai vida...
6.Jab beti ki shaadi ghar me thi,,
Jab beti ki vidai ghar se ho...
Jab maa ke dil me uljhan thi...
Ise beti kahu ya beta,,,
Ye meri har preshan ki suljhan thi...
Aaj vidai ho rhi...
Laadli ye ro rahi...
Beti nahi ye beta hai...
Thanku maa beta bnane ke liye. 15-16
बेटे भी होतें है घर से विदा"
देखा है कहीं?
1. ना रीत है ये आज की,
ना प्रीत किसी साम्राज्य की..
बेटे भी होते है घर से विदा,
देखा है कहीं?
2. जब दुनिया की आस में बस बेटा हो,
Part 2..
Bete bhi hote hai  ghar se vida,,
Dekha hai kahi...
4.Jab maa baap ka sahara ham bane,,,,
Jab maa baap ka dulara ham bane...
Ha tb dekha hai bete bhi hote hai vida..
5.Jab koi bhai nahi tha hmara,,,
Tab behno ki rakhi ham bane...
Tab papa ka beta ham bane...
Tab ghar ka guzara ham bane ...
Ha tab dekha hai...
Bete bhi hote hai vida...
6.Jab beti ki shaadi ghar me thi,,
Jab beti ki vidai ghar se ho...
Jab maa ke dil me uljhan thi...
Ise beti kahu ya beta,,,
Ye meri har preshan ki suljhan thi...
Aaj vidai ho rhi...
Laadli ye ro rahi...
Beti nahi ye beta hai...
Thanku maa beta bnane ke liye. 15-16
बेटे भी होतें है घर से विदा"
देखा है कहीं?
1. ना रीत है ये आज की,
ना प्रीत किसी साम्राज्य की..
बेटे भी होते है घर से विदा,
देखा है कहीं?
2. जब दुनिया की आस में बस बेटा हो,