Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi kuchh yun guzri 'Tej', Kabhi sawaalon ka j

Zindagi kuchh yun guzri 'Tej',
Kabhi sawaalon ka jawaab nahin,
Maikhana dikha toh sharaab nahin,
Mila kuchh nahin, jo lutaya usska hisaab nahin,
Dua hi kari sabke liye hamesha,
Kya karein, bande ki neeyat kharaab nahin,
Sukoon talaash raha hun har jagah har aawaaz mein,
Par saazon mein shaamil ab Rabaab nahin,
Dil dhadak raha hai inhi gaflaton mein,
Kahin duur tak dikhta Hayaat-e-Aab nahin #poetry #poetryisnotdead #originalpoetry #yqbaba #yqbhaijan #shayari #gaflat #sukoonkitalaash