ye jo aaj internet ka zamana hai... yaha har baat ko status dal k jatana hai... aaj kon kaisa hai ye to bs baat karne ka bahana hai... asli maksad to bhai sahab apna kaam niklwana hai... or dusri baar vapas maddad karne bhul kar bhi nahi aana hai... #janhit#internet Internet