खुदा का साया ही महफूज़ है इस जहाँ में। खींच लेते हैं दामन अपने ही, वक़्त पड़ने पर इस जहाँ में।। Jab Huzoor (ﷺ) Ki Wiladat Hui tab Abu lahab Ki Laundi (Ghulam Aurat/Lady Slave) Sobiya Ne Abu Lahab Se Kaha Ki Tujhe Bhatija Hua hai Is Khushi Me Abu Lahab Ne Apni Us Laundi Ko Ungli K Ishare Se Azad Kiya Tha. "Par Jab Abu-Lahab Mar Gaya To Uske Baad Ahl-e-Khana Ne Use Khuwab Mein Buri Halat Mein Dekha To Usse Puchha "Tera Kya Haal Hai" To Abu- Lahab Ne Kaha "Maine Tumhare Baad Koi Bhalaa'ee Nahi Payi Lekin Mujhe Us Ungli Se Paani Diya Jata Hai Is Se Maine Hazrat Muhammad (ﷺ) Ki Wiladat Ki Khush