Ek Pyaar Aisa Bhi mai nhi jaanta pyaar kya hota hai main nhi janta pyaar kya hota hai par tumhare liye status lgana achcha lgta h main nhi jaanta pyaar kya hota h par tumhara mobile number apni id ka password bnana achcha lgta h aur mere pyaar ko smjhna chahte ho to bss itna smjh lo aur mere pyaar ko smjhna chahte ho to bss itna smjh lo mujhe khud bheeg kar tumhe bachana achcha lgta h ek pyar Aisa bhi 😊 #nojoto #poetry #one_sided_love #nojoto_love #nojoto_family