pathzhad sawan aaya tha tab wahi mausam ki gavahi de raha tha khushabu ki yado mai mehak raha tha jado ne jakad sa liya h jamin ne pakad sa liya h bas thoda sukh gaya hu par jaan abhi baki hai sukha pedh hi sahi hariyali ki aasha abhi baki h motivating