Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo (sbki kahani) Wo dekh nhi paa rhe the A


    Wo (sbki kahani) 

Wo dekh nhi paa rhe the 
Aur wo kho rhi thi
Wo smjh nhi paa rhe the
Wo dur ho rhi thi
Batein uski shor kr rhi thi
Par khi To ayehista 
Wo chup ho rhi thi
Jab smjh aya  koi kirdaar nhi uska
To ankho me ashu dil me ajib si chuban leke 
khari ho rhi thi wo
Jab drd mil rha tha 
To aur jyada khush ho rhi thi wo
Jab umeede khtm ho rhi thi
To khudko jor rhi thi wo 
Aaj sbne pucha kyu kehti nhi kuch
To wo bhi pyaar se muskura ke kehti 
Jab dil ho khaali to kya bole
Jab kuch hai nhi to kaise keh du
Jab hm yaad hi nhi to rishta kaisa
Jab  baat hi nhi to kissa kaisa
Aur jab kissa hi nhi to 
Jindgi ka hisaa kaisa
Aaj chehre pe muskurahat hai 
Sabko pyaar dene ki himmat hai
Khuch kr guzrne ka jajba hai
Pyaar nhi to kya hua
Khudpe viswass aur umeed 
sab kuch jinda hai!

💞feeling....

©riya kumari
  #wo #sabkikahani #feelings #jaarhihumain #walkingalone